Love Shayari In Hindi, Love Quotes, Love
प्यार शायरी ❤️❤️
Agar Wo Aapko Yaad Nahi Karte
To Aap kar Lijiye💞
Rishte Nibhate Waqt Muqabla
Nahi kiya Jaata❤️
Log To Surat Par Marte Hai
Janab💞
Mujhe To Aapki Aawaj se Bhi
Ishq Hai❤️
Mohabbat Mein Shaq or Gussa
wahi Karta hai💞
Jo aapko khona Nahi Chahata❤️
Koi Apna Rishta Puche to
Bta Dena💞 Do Dil mein Ek jaan
Basti Hai Hamari❤️
Nahi Ho Sakti Mohabbat Ab
Kisi Or Se💞
Maine Ye Dil Hamesha Ke liye
Tumhare Naam Kar Diya Hai❤️
Nasha Tha Tere Pyar ka Jisme
Hum Kho Gaye💞
Hame Bhi Nahi pata Chala
Kab Hum Tere Ho Gaye❤️
Tera Saath Chahiye
Mujhe💞
Jyada Der Tak Nahi Bas
Meri Maut Tak❤️
Bahut Lucky Hoti Hai Wo
Girls💞
Jinka BF Unki Care Apni Wife
Ki Tarah Karta Hai❤️
Hum Sab Ki Life Mein Ek Aisa
insaan Jarur Hota Hai💞
Jisse Chahe Kitni Bhi Baate Kyu
Na karle Par Man Nahi
Bharta❤️
Dekh Kar Hame Puri Duniya
Jalegi💞
Jab Ye Princess Apne Prince Ke
Saath Chalegi❤️
Khuda kare Hamari Mohabbat
Itni Gahari Ho💞
Waqt Tera Aaye Or Maut
Meri Ho❤️
Rishte Khash Tabhi Hote
Hai💞 Jab
Rishte Nibhane Wale Khash Ho❤️
Mohabbat Kuch aisi Ho Gayi Hai
Ab Tumse 💞
Hum Khud Ko Bhool Sakte Hai
Par Tumhe Nahi❤️
Sitam Saare Chhat Liya karo💞
Narazgi se Accha Hai Daat Liya
Karo❤️
Mujhse Door Raho Koi Baat
Nahi💞
Par Kisi Or Ke Kareeb Mat
Jaana❤️
ना हीरों की तमन्ना हैं
और ना परियों पर मरता हूं 💞
वो एक भोली सी लड़की हैं
जिसे मैं मोहब्बत करता हूं ❤️
Tumhe Paa Lene Ke Siva
Ek Or Chahat Hai Meri💞
Mein Jab bhi Janam Lu
Tumse Hi Pyar karu❤️
Baato Se Hi To Ishq Hua karta
Hai Janab💞
Shakl Dekh Kar To Shadiya
Hua karti Hai❤️
Kabhi Socha Hi Nahi Tha
ki itna💞
Pyar Kar Baithenge Tumse❤️
Agar Koi Aapse Bar Bar Gussa
Ho Raha Ho To💞
Samajh Lena ki Aap Us Insaan
Ke liye Bahut Special Ho❤️
Jo Ishq Dooriyo Mein Bhi
Barkarar Rahe💞
Wo Ishq Hi kuch Or Hota Hai❤️
Utni Baar To Saans Bhi Nahi
Lete Honge Hum💞
Ek Din Mein Jitni Baar Tumhe
Yaad Karte Hai❤️
लाजमी है तेरा खुद पर गुरूर
करना💞
हम जिसे चाहे वो मामूली हो
भी नहीं सकता ❤️
Mera Safar Accha Hai💞
Lekin
Mera Humsafar Usse Bhi
Accha Hai❤️
Khwaab Bhi Tum💞
Khwabo Mein Bhi Tum❤️
Stree Sundar Hai Isliye Prem
Hua To Wo waasna Hui💞
Stree Se Pyar Hua Phir Wo
Sundar Hui To Wo Yakinan
Pyar Hua❤️
Kaash Har Kisi Ki Saadi
Usi Se Ho💞
Jise Wo Pyar Karta Hai❤️
Meri Rooh Mein Itne Gehre Tak
Utar Gaye Ho Tum Ki💞
Tumhe Bhoolne Ko Kam se Kam Ek
Baar Marna Hi Hoga Mujhe❤️
Marne Ke Liye Wajah To Bahut
Saari Hai💞
Lekin Mere Jeene Ki Wajah Sirf
Or Sirf Tum Ho❤️
Bahut Honge Duniya Mein Tumhe
Chahne Wale💞
Magar Is Paagal Ki Duniya Hi
Tum Ho❤️
Sab Kehte Hai Jindagi Mein Sirf
Ek Baar Pyar Karna Chahiye💞
Lekin Tumse To Mujhe Baar Baar
Pyar karne Ko Dil Chahata hai❤️
Anjaan Se...Jaan
Tak Ka Safar Hi To Ishq Hai..
Suna hai Sab mil jaate hai
Dua se..Ab btao milte ho
ya maang lu khuda se❤️
Ek tujh Par Hi to Jaan se jyada
Bharosha Hai.💞
Nahi to Dil jaisi keemti cheej
kaun kise deta hai❤️
Ye Dil Bhi Bahut Bebas
cheej hai💞
Dekhta Sabko Hai Par Dhundhta
Sirf Tumko Hai❤️
Aadat Si Lag Gayi Hai tujhe
har waqt Sochne ki💞
Ab ise Pyar Samjho ya Pagalpan
mujhe Nahi Pata ❤️
Love You All ❤️❤️❤️💞